Bhartiye sahityakaro mein sahityakar traya - Rabindranath Tagore, Sharad Chandra aur Vibhutibhushan Bandhopadhyay tatha Hindi sahityakaro mein Chandradhar Sharma Guleri, Jayshankar Prasad aur Premchand kahaani lekhan ke strotra mein ananya hain. Inn sahityakaro ki prasidh shreshth kahaaniyan iss pustak mein sankalit hain, jo maanav mann ki bhavnaao ko udrelit karne wali hain. Prakashan ki Strot mein pratham baar Bangla aur Hindi sahityakaro ki kahaaniyon ka sangam aur sankalan hai, yeh pustak sab hi ke liye pathniye aur sangrahiyi pustak hai.
It is quite a good read if you're familiar with the legendary Hindi authors like Munshi Premchand for example. The stories are what they are, I'm nobody to comment on that. Well, I really like the book and really really loved two or three of the stories.