Bair hai har kisise na jaane ye kaisa shikanja apne charon taraf bana hai,
pal do pal ki ye zindagi mein ae insaan tu kyun aise kisise tana hai.
Zindagiyan khatm nahi hoti insaan khatm ho jaate hain,
aapas ke gile shikve tab sirf aansoo ki boond ban kar reh jaate hain.
© Sujay Malik
sujaymalik.wordpress.com
Published on November 08, 2017 17:31