“Uski ek choti si khwaishh thi,
mujhse ek toffe ki farmaaishh thi...
bade hi hakk se manga tha usne wo toffa,
jaise mujse meri mohobbat ki aazmaaishh thi,,,”
―
mujhse ek toffe ki farmaaishh thi...
bade hi hakk se manga tha usne wo toffa,
jaise mujse meri mohobbat ki aazmaaishh thi,,,”
―
“Jb tujse mohobbat ka zikr hua,
To meri khamoshiya puri mehfil me goonj uthi...
Teri yaad me kuch arz krne lagge,
To shabdo me peero ke kavitaaye goonj uthi...
Teri ankho ki khoobsoorti ka varnan kiya,
To meri namm palko se ansuoo ki bochaar goonj uthi....
Log to boht the mehfil me,
Par dil ki gehraai me akelepann ki lehr goonj uthi....
Ek shaks ne bade addab se pucha,
"Aaj wo aapke saath kyu nahi?"
Humne bhi bade aadar se jwaab diya,
Humare rishte me mahzabb ki pareshaniyaa goonj uthi...
Jb tujse mohobbat ka zikr hua,
To taliyoo ke swarr se puri mehfil hi goonj uthi...”

“Teri Khwaiishoo ko madde nazar rkhte hue,
Humne khud ko Umar kedd ki sazaa sunna di....”
―
Humne khud ko Umar kedd ki sazaa sunna di....”
―
Gineet’s 2024 Year in Books
Take a look at Gineet’s Year in Books, including some fun facts about their reading.
More friends…
Favorite Genres
Polls voted on by Gineet
Lists liked by Gineet