Shayari Quotes
Quotes tagged as "shayari"
Showing 1-30 of 109
“From dawn to dawn, let us speak of peace
and listen to the message of love,
The shower laden clouds of Sawan have enveloped the tavern of time,
O Cupbearer, let the cup of love go round and round and round”
― A tear and a star
and listen to the message of love,
The shower laden clouds of Sawan have enveloped the tavern of time,
O Cupbearer, let the cup of love go round and round and round”
― A tear and a star
“When the flowers of the church, mosque and temple gather together,
Spring will blossom forth in your garden, O Lord.”
― A tear and a star
Spring will blossom forth in your garden, O Lord.”
― A tear and a star
“Usne kuch kaha nahin humne bhi Kuch Suna nahin Shayad kuch kehna chahti thi kambakkht Dil ne Suna nahi ......”
―
―
“ek jaisi kitabon ke pannon mein farak toh zaroor hoga,
par dekhne ki baat hai saheb jab gaur farmaya toh masla har ek wahi hoga”
―
par dekhne ki baat hai saheb jab gaur farmaya toh masla har ek wahi hoga”
―
“Zindagi hi toh tha,
Barbaad ho gaya,
Sapna hi toh tha,
Chur-chur ho gaya!!
Bharosha hi toh tha,
Tut Gaya !!
Mehnat hi toh tha,
Bekaaar ho gaya!!
Mohobbat hi toh tha,
Adhura reh gaya!!
Insaan hi toh tha,
Tadap kar mar gaya!!”
―
Barbaad ho gaya,
Sapna hi toh tha,
Chur-chur ho gaya!!
Bharosha hi toh tha,
Tut Gaya !!
Mehnat hi toh tha,
Bekaaar ho gaya!!
Mohobbat hi toh tha,
Adhura reh gaya!!
Insaan hi toh tha,
Tadap kar mar gaya!!”
―
“Thoda Rukh sakti ho?
"Waqt nahi hai"
"Hamse udhar lelo"
"Chuka nahi paungi"
"Fir kabhi chuka dena "
"Kya hum phir milenge??"
"Haan hum phir milenge'
"Tab sab kuch kitna naya hoga na !"
"Hum purane hi rahenge
"Kyu"
"Purana sawal jo puchna hoga "
Konsa
"Thoda Rukh sakti ho
kya??”
―
"Waqt nahi hai"
"Hamse udhar lelo"
"Chuka nahi paungi"
"Fir kabhi chuka dena "
"Kya hum phir milenge??"
"Haan hum phir milenge'
"Tab sab kuch kitna naya hoga na !"
"Hum purane hi rahenge
"Kyu"
"Purana sawal jo puchna hoga "
Konsa
"Thoda Rukh sakti ho
kya??”
―
“वो आयी है मेरी कबर पर अपने महबूब के साथ,
उसे समझाए कोई ,जिसे दफनाया जाता है उसे जलाया नहीं जाता”
―
उसे समझाए कोई ,जिसे दफनाया जाता है उसे जलाया नहीं जाता”
―

“Gazal of Janid Kashmiri
{NAHI HAI GHAM SIRF TUM KO }
Nahi hai gham sirf tum ko,
Mujhe bhi gham hai bohot jana,
Ye zindagi ki raahon mein,
Hai humne dukh se bhi takrana.
Tumhare aansoon hain qeemti,
Mere bhi dard hain kahin chhupay,
Par humko mil kar chalna hai,
Har mushkil se humko ladna hai.
Raat ke andheron se darte nahi,
Subah ki roshni ko paana hai,
Dil mein umeedon ka chirag jalao,
Har rukh ko roshan kar dena hai.
Ghamon ki baarishon mein bhi,
Sang rahe humara pyaar,
Ek doosre ka saath denge,
Mushkil ghadiyon ko aasan karenge.
Tum ho meri zindagi ka rang,
Meri khushi, meri duniya ho,
Mushkil raahon pe chal kar bhi,
Har manzil tumse hi roshan ho.
To chalo saath hum mil kar,
Har gham ko hum saath sahenge,
Mere haath mein tumhara haath ho,
Har dukh ko hum khushiyon mein badal denge.”

“KASHISH
Kisi nazar mein kashish aisi, ke dil thehar jaye
Chahne wale ka har zakhm, khud sanwar jaye
Yeh jo lams hai tera, yeh jadoo ka raaz sa
Dil ki veeran galiyon mein roshni bhar jaye
Teri baaton ka asar dil pe utarta aisa
Har khayal, har dua tujh pe hi thehar jaye
Yeh mohabbat hai ya koi khwab ka dhoka
Jo bhi mile, wohi khwahish ban ke bikhar jaye
Meri har saans mein, tere wujood ka ehsaas
Mere dil ka har dukh, tere qadam par mar jaye
Kisi nazar mein kashish aisi, ke sab bhool jayein
Dil ke har goshe mein tu hi tu thehar jaye”

“On 9 Jan 2024 at 16:30 Wajid Shaikh wrote this poem on the same maze Where they had met-
Milenge tujhse hum phir yahi is hi jagah yahi kahi, jaha teri baatein, tera ehsaash rahegi,
teri khamoshi bhi kuch kahegi
tere zaano par sar ho, tu saath ho kya kasar ho
teri duaao mein meri dua, meri duao mein tera asar ho
phir us hi jagah, us hi ghadi us hi waqt, ushi lamhe
milenge tujhse hum, phir yahi milenge tujhse hum phir yahi.”
― Sukoon

“Apne siwaah koi raas nahi mujhe, dekhe manzar humne niraale hain
— Wajid Shaikh, 2019 collection, from book
sukoon 2024
Expect For Me, I Don’t Trust Anyone, I’ve Seen Sights That Are Extraordinary.”
― Sukoon
— Wajid Shaikh, 2019 collection, from book
sukoon 2024
Expect For Me, I Don’t Trust Anyone, I’ve Seen Sights That Are Extraordinary.”
― Sukoon

“Qatil hun main khud jazbaat ka meray”
Qatil hun main khud jazbaat ka meray,
Har din karta hun qatl apni baat ka meray.
Jo dil ke kone mein chhupa dukh tha,
Aaj ban gaya hai shor hayaat ka meray.
Meri har khushi ko main khud mitata raha,
Qareeb na aaya koi bhi saath ka meray.
Mohabbat ka diya khud hi bujhaya maine,
Kya gila karun ab kisi firaaq ka meray?
Har dafa main khud hi chor ban jata hun,
Shikayat kaisi ho kisi ilzaam ka meray?
Qatil hun main khud jazbaat ka meray,
Har din karta hun qatl apni baat ka meray.”

“Kabhi Kuch To Kisi Ke Waaste Dil Se Dua Kar Lo, Yahi Insaaniyat Ka Farz Hai, Tum Bhi Ada Kar Lo, Koi Bhi Shakhs Duniya Mein Tumhein Chhota Nazar Na Aaye, Tum Apne Sochne Ka Daayra Itna Bada Kar Lo, Hamari Apni Fitrat Hai Wafa Karna, Wafa Kar Lo, Tumhari Apni Marzi Hai Wafa Karo, Ya Jafa Kar Lo, Ye Duniya Khubsoorat Hai Yaqeen Aa Jaayega Tumko, Kisi Se Dil Lagaane Ki Kabhi Koi Khata Kar Lo.”
―
―
“बात कैसे पूरी करें,
जब ख़ामोशी ही जज़्बात बयां करने में कम पड़ जाए।
"How to complete the talk, when even silence falls short?”
―
जब ख़ामोशी ही जज़्बात बयां करने में कम पड़ जाए।
"How to complete the talk, when even silence falls short?”
―
All Quotes
|
My Quotes
|
Add A Quote
Browse By Tag
- Love Quotes 101k
- Life Quotes 79k
- Inspirational Quotes 75.5k
- Humor Quotes 44k
- Philosophy Quotes 31k
- Inspirational Quotes Quotes 28.5k
- God Quotes 27k
- Truth Quotes 24.5k
- Wisdom Quotes 24.5k
- Romance Quotes 24.5k
- Poetry Quotes 23k
- Life Lessons Quotes 22.5k
- Quotes Quotes 21k
- Death Quotes 20.5k
- Happiness Quotes 19k
- Hope Quotes 18.5k
- Faith Quotes 18.5k
- Travel Quotes 18k
- Inspiration Quotes 17k
- Spirituality Quotes 15.5k
- Relationships Quotes 15.5k
- Religion Quotes 15.5k
- Motivational Quotes 15k
- Life Quotes Quotes 15k
- Love Quotes Quotes 15k
- Writing Quotes 15k
- Success Quotes 14k
- Motivation Quotes 13k
- Time Quotes 13k
- Science Quotes 12k